Pyaari Behno,
hum apni jism ki sabse hassaas hisse ko nazarandaaz kardete hain jo k achi baat nahi hai bilkul.. bohot saari healthy becteria paida hoti hain sharamgaah mai jo k antibiotics ka kaam karti hai muzr becteria k khilaaf .. infection ka risk badh jata hai jab healthy becteria par attack hota hai.. ek ghar mai qudrati wash k istemaal se hume madad milegi taake hum hifazat kar saken apne "healthy becteria" ki.
Waise market mai kaafi saari feminine washes mil jate hen lekin sab healthy nahi hoti sbko suit b nahi hoti... toh behtar option hai k hum apna wash khud banaye jis mai humen pata hoga k hum kya daal rahe hen koi darr nahi chemical ka b.. ye na sirf saaf rakhega balke bu b zayal karega . kisi kism ka irritaton bhi nahi hoga aap saaf aur fresh mehsus karengi.. 2 wash share kar rahi hun un mai se jo aapko acha lage wo bana k ek ace se bottle mai rakhlen...
Pehla wash
aadhai cup pani mai 1 chota chamach aloe vera gel daal k mix karlen
Dusra wash
aadhai cup pani mai 1 chota chamach vinegar daal k mix karlen
In mai se koi ek bana len aur phir aap din 4-5 baar b isse dho sakte hain.. isse zyada na dhoyen.. zyada tight undergarments na pehne aur jo b pehne cotton ka pehne aur pani zarur piyen pls din mai 8-10 glass pani piye.. ummeed hai k aapko isse madad mile.. try zarur kijiyega.. aur duao mai yaad rakhiyega.. InShaAllah mai aur b share karungi.. padhte rahiyega tabtak apna khayal rakhiyega.. sab aurton ki health bohot zaruri hai ise zyada se zyada share karen..
FI AMAAN ALLAH

Comments
Post a Comment